
Agar iss smsar me jivan bitana he to hum kabhi akela jivan bita nehi sakte. Ho sakta hain ye hamare samajik hone ya fir samajik bane rehena ka koi amogh niyam ho par hame sarbsammati se swikar karna parega ke humlog jivan me kitna kis tarha se kisipe nirvar he aur ye nirvarta agar devine ho aur hame jivan me ucchtam paryai pe khudko le janemain sahayak bhumika nivata ho to ise to main friendship hi bolna chahunga.